Ye Aankhen Dekh Kar Hum Sari Duniya Bhul Jaate Hain Lyrics

Ye Aankhen Dekh Kar Hum Sari Duniya Bhul Jaate Hain Song is sung by Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar with music composed by Hridaynath Mangeshkar and lyrics written by Sahir Ludhianvi.

Ye Aankhen Dekh Kar Hum Sari Duniya Bhul Jaate Hain Lyrics in English

Song Name: Ye Aankhen Dekh Kar Hum Sari Dunya

Yeh Aankhein Dekh Kar Hum
Saari Duniya Bhool Jaate Hain
Yeh Aankhein Dekh Kar Hum
Sari Duniya Bhool Jaate Hain
Inhein Paane Ki
Inhein Paane Ki Dhun Mein
Har Tamanna Bhool Jaate Hain

Tum Apni Mehki Mehki Zulf Ke

Pechon Ko Kam Kar Do
Tum Apni Mehki Mehki Zulf Ke
Pechon Ko Kam Kar Do
Musafir Inmein Ghir Kar
Apna Rasta Bhool Jaate
Bhool Jaate Hain
Yeh Aankhein Dekh Kar Hum
Saari Duniya Bhool Jaate Hain
Yeh Baahein Jab Hamein Apni
Panaahon Mein Bulaati Hain
Yeh Baahein Jab Hamein Apni
Panaahon Mein Bulaati Hain
Hamein Apni Kasam
Hamein Apni Kasam Hum Har
Sehra Bhool Jaate Hain

Tumhare Narm-o-naazuk
Honth Jis Dam Muskurate Hain
Tumhare Narm-o-naazuk
Honth Jis Dam Muskurate Hain
Baharein Jhenpti Hain
Phool Khilna Bhool Jaate Hain
Yeh Aankhein Dekh Kar Hum
Sari Duniya Bhool Jaate Hain

Bahut Kuchh Tumse Kehne Ki
Tamanna Dil Mein Rakhte Hain
Bahut Kuchh Tumse Kehne Ki
Tamanna Dil Mein Rakhte Hain
Magar Jab Saamne Aate Hain
Kehna Bhool Jaate Hain
Mohabbat Mein Zubaan Chup Ho To
Aankhein Baat Karti Hain
Mohabbat Mein Zubaan Chup Ho To
Aankhein Baat Karti Hain
Woh Keh Deti Hain Sab Baatein
Jo Kehna Bhool Jaate Hain

Yeh Aankhein Dekh Kar Hum
Saari Duniya Bhool Jaate Hain
Yeh Aankhein Dekh Kar Hum
Saari Duniya Bhool Jaate Hain

Song Video

Share this on:

Leave a comment