Tauba Tumhare Yeh Ishare Lyrics – Chalte Chalte

Tauba Tumhare Yeh Ishare Lyrics In English is a Hindi song from the 2003 movie Chalte Chalte which is sung by Alka Yagnik, Abhijeet and music is given by Jatin, Lalit while lyrics by Javed Akhtar.

Song:Tauba Tumhare Yeh Ishare
Movie:Chalte Chalte (2003)
Singer:Alka Yagnik, Abhijeet
Music:Jatin & Lalit
Lyricist:Javed Akhtar

Tauba Tumhare Yeh Ishare Lyrics

Tauba tumhare yeh ishare
Hum to deewane hain tumhare
Raaz yeh kaise khol rahi ho
Tum aankhon se bol rahi ho
Jaadu aate hain tumko saare

Tauba tumhare yeh ishare
Hum to deewane hain tumhare

Chhoo lete ho taar jo dil ke
Tum hi batao tum se mil ke
Jaan-o-dil koi kyun na haare
Tauba tumhare yeh ishare

Jism damakta jaadu jaadu
Zulf ghaneri khushboo khushboo
Saansein hamaari mehki mehki
Nazrein tumhari behki behki

Tumhara badan hai jaise chaman
Hosh udaa de yeh nazaare

Tauba tumhare yeh ishare
Hum to deewane hain tumhare
Ho.. raaz yeh kaise khol rahi ho
Tum aankhon se bol rahi ho
Jaadu aate hain tumko saare
Tauba tumhare yeh ishare

Hey hey.. aa.. ha..

Koi nasha hai chhalka chhlka
Hosh bacha hai halka halka
Hum hain jaise khoye khoye
Jaage lekin soye soye
Machalti raho pighalti raho
Baahon ke ghere mein hamaare

Tauba tumhare yeh ishare
Hum to deewane hain tumhare
Chhoo lete ho taar jo dil ke
Tum hi batao tum se mil ke
Jaan-o-dil koi kyun na haare

Tauba tumhare yeh ishare
Hum to deewane hain tumhare
Raaz yeh kaise khol rahi ho
Tum aankhon se bol rahi ho
Jaadu aate hain tumko saare
Tauba tumhare yeh ishare.

Written By: Javed Akhtar

Song Video

Share this on:

Leave a comment