Suraj Hua Maddham Lyrics – Kabhi Khushi Kabhie Gham…

Suraj Hua Maddham Lyrics In English is a Hindi song from the 2001 movie Kabhi Khushi Kabhie Gham… which is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam and music is given by Sandesh Shandilya while lyrics by Anil Pandey.

Song:Suraj Hua Maddham
Movie:Kabhi Khushi Kabhie Gham…
Singer:Alka Yagnik, Sonu Nigam
Music:Sandesh Shandilya
Lyricist:Anil Pandey

Suraj Hua Maddham Lyrics

Suraj hua maddham
Chaand jalne laga
Aasmaan yeh haay
Kyon pighalne laga
Suraj hua maddham
Chaand jalne laga
Aasmaan yeh haay
Kyon pighalne laga
Main thehra raha
Zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil
Saas thamne lagi
Oh kya yeh mera
Pehla pehla pyaar hai
Sajna kya yeh mera
Pehla pehla pyaar hai

Suraj hua maddham
Chaand jalne laga
Aasmaan yeh haay
Kyon pighalne laga
Suraj hua maddham
Chaand jalne laga
Aasmaan yeh haay
Kyon pighalne laga
Main thehra raha
Zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil
Saas thamne lagi
Oh kya yeh mera
Pehla pehla pyaar hai
Sajna kya yeh mera
Pehla pehla pyaar hai

Hai khoobsurat yeh
Pal sab kuch raha hai badal
Sapne haqeeqat mein
Jo dhal rahe hain
Kya sadiyon se purana
Hai rishta yeh hamara
Ke jis tarah tum se
Hum mil rahe hai

Yunhi rahe har dam
Pyaar ka mausam
Yunhi milo hum se
Tum janam janam
Main thehra raha
Zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil
Saas thamne lagi
Kya yeh mera pehla
Pehla pyaar hai
Sajna kya yeh mera
Pehla pehla pyaar hai

Tere hi rang se yun
Mein to rangi hoon sanam
Paake tujhe khud se hi
Kho rahin hoon sanam
Oh mahiya main tere
Ishq mein haan doob ke
Paar mein ho rahi hoon sanam

Sagar hua pyaasa
Raat jagne lagi
Shole ke dil mein
Bhi aag jalne lagi
Main thehra raha
Zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil
Saas thamne lagi
Kya yeh mera pehla
Pehla pyaar hai
Sajna kya yeh mera
Pehla pehla pyaar hai

Suraj hoaa maddham
Chaand jalne laga
Aasmaan yeh haay
Kyon pighalne laga
Sajna kya yeh mera
Pehla pehla pyaar hai.

Written By: Anil Pandey

Share this on:

Leave a comment