Paas Aaye Duriya Phir Bhi Kam Lyrics

Paas Aaye Duriya Phir Bhi Kam Song is sung by Arijit Singh with music composed by Jeet Ganguli and lyrics written by Rashmi Singh and Virag Sharma. The song features Emraan Hashmi,Vidya Balan.

Paas Aaye Duriya Phir Bhi Kam Lyrics in English

Song Name: Hamari Adhuri Kahani 
Movie: Hamari Adhuri Kahani 

Paas aaye
Dooriyaan phir bhi kam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
Jaa mile… jaa mile…
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi manzilein… manzilein…

Rang thhe, noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani

Khushbuon se teri yunhi takra gaye
Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye

Jannatein agar yahin
Tu dikhe kyon nahin
Chaand suraj sabhi hai yahaan
Intezar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan

Hamari adhoori kahaani
Hamari adhoori kahaani

Hamari adhoori kahaani
Hamari adhoori kahaani

Pyaas ka ye safar khatam ho jayega
Kuch adhura sa jo tha poora ho jayega

Jhuk gaya aasmaan
Mill gaye do jahaan
Har taraf hai milan ka samaa
Doliya hain saji, khushbuein har kahin
Padhne aaya Khuda khud yahaan…

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani

Song Video

Share this on:

Leave a comment