Hasna Hai Kabhi Rona Hai Kismat Ka To Yahi Fasana Hai Lyrics

Hasna Hai Kabhi Rona Hai Kismat Ka To Yahi Fasana Hai is a song from the Kismat movie sung by Kumar Sanu with music composed by Dilip Sen Sameer Sen and lyrics written by Maya Govind.

Song:Kismat Ka To
Movie:Kismat
Singer:Kumar Sanu
Music:Dilip Sen-Sameer Sen
Lyricist:Maya Govind

Hasna Hai Kabhi Rona Hai Kismat Ka To Yahi Fasana Hai Lyrics in English

Hasna Hai Kabhi Rona Hai Khona Hai Kabhi Paana Hai…
Kismat Ka To Yahi Fashana Hai ,kismat Ka To Yahi Fashana Hai…
Samjha Hai Yahi Jaana Hai Har Lamha Anjaana Hai …
Kismat Ka To Yahi Fashana Hai Kismat Ka To Yahi Fashana Hai….

Koi Kahe Chandi Koi Kahe Sona .insha Hai Mitti Ka Khilona …
Koi Kahe Chandi Koi Kahe Sona .insha Hai Mitti Ka Khilona…
Jivan To Hai Ek Safar Ho Kab Khatm Ho Kya Khabar Kya Khabar..
Ek Pal Main Yaha Jina Hai Duje Pal Marjaana Hai …
Kismat Ka To Yahi Fshana Hai Kismat Ka To Yahi Fashana Hai….

Kahbi Hai Sawar Na Kabhi Hai Bikhar Na Kabhi To Hai Milnakabhi Hai Bichadna …
Kahbi Hai Sawar Na Kabhi Hai Bikhar Na Kabhi To Hai Milna Kabhi Hai Bichadna …
Rishtey Hai Kyun Ajnabee….. Ho Dushwaar Hai Zindagi Zindagi…
Usljhan Ke Daago Ko Jivan Bhar Suljhana Hai ….
Kismat Ka To Yahi Fashana Hai .kismat Ka To Yahi Fashana Hai….

Aate Hai Ujale Jaate Hai Andhere Aati Hai Khizae Jaati Hai Bahare….
Aate Hai Ujale Jaate Hai Andhere Aati Hai Khizae Jaati Hai Bahare….
Kismat Yahi Sab Karegi ….ho Honi To Hoke Rahegi Haa Rahegi…
Likha Hai Jo Hona Hai Baaki To Sab Bahana Hai …
Kismat Ka To Yahi Fashana Hai ,kismat Ka To Yahi Fashana Hai….

Dekho Na Ye Kismat Ki Majboori Dil Nahi Chahe Kehna Jaroori…
Dekho Na Ye Kismat Ki Majboori Dil Nahi Chahe Kehna Jaroori…
Kaise Kahe Kya Hua …hay Kehna Bhi Hai Ek Saja Ek Saja….
Ashqo Ke Samundar Main Lafzo Ko Doob Jaana Hai ..
Kismat Ka To Yahi Fashana Hai, Kismat Ka To Yahi Fashana Hai…

Song Video

Share this on:

Leave a comment