Ek Pyar Ka Nagma Hai Lyrics – Shor

Ek Pyar Ka Nagma Hai Lyrics In English is a Hindi song from the movie Shor sung by an Indian great singer Lata Mangeshkar & Mukesh and Music are given by Laxmikant Pyarelal while lyrics by Santosh Anand.

Song:Ek Pyar ka Nagma hai
Movie:Shor
Singer:Lata Mangeshkar & Mukesh
Music:Laxmikant Pyarelal
Lyricist:Santosh Anand

Ek Pyar Ka Nagma Hai Lyrics – Shor

Hmm hmm
Umm hm
Umm
Hmm hmm


Ek Pyaar ka nagma hai
Mauzo ki rawani hai
Ek pyar ka nagma hai
Mauzo ki rawani hai
Zindagi aur kuch bh nahi
Teri meri kahani hai


Ek pyar ka nagma hai
Mauzo ki rawani hai
Zindagi aur kuch bh nahi
Teri meri lahani hai
Ek pyar ka ngma hai


La la la la
La la la la
Kuch pakar khona hai
Kuch khokar pana hi
Jiwan k matlab to ana aur jana hai
Do pal ke jiwan se
Ek umra churani hai
Zindagi aur kuch bh nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai


Tu dhar hai nadiya ki
Mai tera kinara hu
Tu mera sahara hai
Mai tera sahara hu
Aankho me samandr hai
Aashao ka pani hai
Zindagi aur kuch bh nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai


Toofan ko ana hai
Akar chale jana hai
Badal hai ye kuch pal ka
Chakar dhal jana hai
Parchayiya reh jati
Beh jati nishani hai
Zindagi aur kuch bh nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Mauzo ki rawani hi
Zindagi aur kuch bh nahi
Teri meri kahani hai

Written By: Santosh Anand

Song Video

Share this on:

Leave a comment