Aankhon Se Dil Mein Utar Ke Teri Saanson Mein Bikhar Ke Lyrics

Aankhon Se Dil Mein Utar Ke Teri Saanson Mein Bikhar Ke Song is sung by Kumar Sanu & Alka Yagnik with music composed by
Jatin-Lalit
and lyrics written by Indeevar. The song features Faraaz Khan, Suman Ranganathan & Milind Gunaji.

Aankhon Se Dil Mein Utar Ke Teri Saanson Mein Bikhar Ke Lyrics in English

Song Name: Aankhon Se Dil Mein Utar Ke
Movie:  
Fareb

Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Mere yar mere pyar
Teri mehak mere tan mann mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Mere yar mere pyar
Teri mehak mere tan mann mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai

Teri kasam ha teri kasam
Pyar kabhi yeh hoga naa kam,
Dilruba ho gaye tere ham
Tere liye hi aaye hai ham,
Tu hai meri jine ki kasam
Too hi toh mere shokhi sharam
Rab meraa abb mere sajan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Mere yar mere pyar
Tere mehek mere tan mann mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai

Mere gito kaa suljhan hai tu
Pyasa hu mai aur sawan hai tu,
Thandi si ek agan hai too
Too megh hai aur main damini,
Tu rag hai aur main ragini
Oh sanam tere liye main bani
Teri khanak mere kangan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Mere yar mere pyar
Tere mehek mere tan mann mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai.

Song Video

Share this on:

Leave a comment