Sajaunga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Daali Ko Lyrics

Sajaunga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Daali Ko Song is sung by
Mohammad Rafi, Asha Bhosle
with music composed by
R. D. Burman
and lyrics written by
Majrooh Sultanpuri
. The song features
Dharmendra, Vijay Arora, Zeenat Aman.

Sajaunga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Daali Ko Lyrics in English

Song Name: Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Movie: Yaadon Ki Baaraat

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam
Ho le liya dil, oh haye mera dil
Haye dil lekar mujhko na behlana

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam

Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam
Bahaar ban ke aaun kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jayein yeh din kahin isi tamanna mein x (2)

Tum mere ho, haan tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam

Sajaunga lut kar bhi tere badan ki daali ko
Lahu jigar ka doonga hasin labon ki laali ko x (2)

Hai wafa kya is jahan ko
Ek din dikhla doonga main deewana
Chura liya

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam
Le liya dil, haye mera dil
Haye dil lekar mujhko na behlana

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam

Song Video

Share this on:

Leave a comment