Ek Kahani Hai Jo Sabko Sunani Hai Song is sung by Ajey Nagar (CarryMinati) with music composed by Wily Frenzy and lyrics written by Ajey Nagar (CarryMinati). The song features Ajey Nagar (CarryMinati).
Ek Kahani Hai Jo Sabko Sunani Hai Lyrics
Song Name: Yalgaar
To kaise hain aap log?
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Jalne waalon ki to rooh bhi jalani hai
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Inki bhookh bhi to maine hi mitani hai
Inko kya pata maine kari kitni mehnat
Saari baaton se tha main poora sehmat
Saari zindagi inhone mujhko rulaya
Inko bhi to mila jo tha maine kamaaya
Rote rote bhi inka dhandha maine chalaya
Phir bhi inhone saara dhandha mera khaya
Yeh saari inka maya, inka hi kala saya
Video gira ke poore desh ka dil dukhaya
Inhe lagta hai main ek fakeer hoon
Agar yeh hath hain to main inki lakeer hoon
Jin hathon ne hai mujhko dubaya
Un hathon ki to dekh beta main zanjeer hoon
English mein gaali dene wale lagte cool
Hindi mein dene wale lagte inhe fool
Phool se bhara dekh mera pool
Tum hoge yahaan ke principle
Par main hoon poora school
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Jalne waalon ki to rooh bhi jalani hai
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Inki bhookh bhi to maine hi mitani hai
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Jalne waalon ki to rooh bhi jalani hai
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Inki bhookh bhi to maine hi mitani hai
Asli duniya mein kyon inko jeena nahi
Victim card play karke khoon peena sahi
Haan inmein farak nahi
Inka galat bhi sahi
Tabhi to inki apnon se bhi banti nahi
Reach reach reach inko chahiye reach
Please please please saamne karte please
Beat beat beat inko karunga beat
Heat heat heat mera content hai heat
Maine hi mitani yeh bimari
Maine hi to jaani yeh beimani
Maine hi mitaani bhrashtachari
Maine hi sambhali
Maine hi sambhali zimmedari
Saapon se bhara hai poora yeh samundar
Peeth pichhe maara hai inhone khanjar
Inse hum sab ladenge ab milkar
Inki zindagi ab banegi banjar
Let’s go!
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Jalne waalon ki to rooh bhi jalani hai
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Inki bhookh bhi to maine hi mitani hai
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Jalne waalon ki to rooh bhi jalani hai
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Inki bhookh bhi to maine hi mitani hai
Yalgaar ho, yalgaar ho
Yalgaar ho, yalgaar ho