Apni Shamo Me Hissa lyrics song is sung by Jubin Nautiyal with music composed by Rocky–Shiv and lyrics written by Manoj Muntashir while the original name of this song is Humnava Mere. The song features Jubin Nautiyal & Romika Sharma.
Song: | Humnava Mere |
Singer: | Jubin Nautiyal |
Music: | Rocky–Shiv |
Lyricist: | Manoj Muntashi |
Apni Shamo Me Hissa Lyrics
Barshon Ho Gaye Bichhde
Ab Sath Nahi Ho Tum
Phir Aisa Kyun Lagta Hai
Jahan Main Hu Wahi Ho Tum
Kya Karun Main Apni Ungliyon Ka
Kisi Ki Bhi Tasveer Banaun
Tumhari Ban Jaati Hai
Ye Sirf Mera Pagalpan Hai Ya
Tum Bhi Mere Liye Pagal Thi
Kal Rastein Mein Gam Mil Gaya Tha
Lag Ke Gale Main Ro Diya
Jo Sirf Mera Tha Sirf Mera
Maine Use Kyun Kho Diya
Haan Woh Aankhein Jinhe Main
Choomta Tha Bewajah
Pyar Mere Liye Kyun
Unmein Baaqi Na Raha
Ho Ho Ho
Humnava Mere
Tu Hai Toh Meri Saansein Chale
Bata De Kaise Main Jeeunga Tere Bina
Ho Ho Ho
Humnava Mere
Tu Hai Toh Meri Saansein Chale
Bata De Kaise Main Jeeunga Tere Bina
Har Waqt Dil Ko Jo Sataye
Aisi Kami Hai Tu
Main Bhi Na Janu Ye Ki Itna
Kyun Lazmi Hai Tu
Ninde Jake Na Lauti
Kitni Ratein Dhal Gayi
Itne Taare Gine Ke
Ungliyan Bhi Jal Gayi
Oh Ho Ho
Humnava Mere
Tu Hai Toh Meri Saansein Chale
Bata De Kaise Main Jeeunga Tere Bina
Ho Ho Ho
Humnava Mere
Tu Hai Toh Meri Saansein Chale
Bata De Kaise Main Jeeunga Tere Bina
Tu Aakhiri Aanshu Oh Yara
Hai Aakhiri Tu Gam
Dil Ab Kahan Hai Jo Dobara
De De Kisi Ko Hum
Apni Shamon Mein Hissa
Phir Kisi Ko Na Diya
Ishq Tere Bina Bhi
Maine Tujhse Hi Kiya
Oh Ho Ho
Humnava Mere
Tu Hai Toh Meri Saansein Chale
Bata De Kaise Main Jeeunga Tere Bina
Ho Ho Ho
Humnava Mere
Tu Hai Toh Meri Saansein Chale
Bata De Kaise Main Jeeunga Tere Bina
Ho Ho Ho
Faasle Na De Ki Main Hu Aasre Tere
Bata De Kaise Main Jeeunga Tere Bina
Aazma Raha Mujhe Kyun
Aa Bhi Ja Kahin Se Ab Tu
Kaise Main Jeeunga Tere Bina
Seene Mein Jo Dhadkane Hain
Tere Naam Pe Chale Hain
Kaise Main Jeeunga Tere Bina
“Jabab Mil Gaya Mujhe
Main Tumhaari Zindagi Mein
Kahin Nahi Tha
Phir Bhi Main Hi Tumhari Zindagi Tha
Sirf Main Hi Tumhare Liye Pagal Nahi Tha
Tum Bhi”
Humnava Mere Tu Hai Toh
Meri Saansein Chale
Bata De Kaise Main Jeeunga
Tere Bina