Maine Aasman Pe Likh Diya Lyrics

Maine Aasman Pe Likh Diya Song is sung by Payal Dev, Yasser Desai with music composed by Payal Dev and lyrics written by Kunaal Vermaa. The song features Surbhi Chandna, Sharad Malhotra.

Maine Aasman Pe Likh Diya Lyrics in English


Song Name: Bepanah Ishq

Tu samne ho jaha bhi main jaun
Saanson se loon nam jyada tera
Teri nigahon mein main muskuraun
Har dard tera ho aadha mera

Khwaab mumkeen huya
Raat se din huya
Sirf tum aur hum hai ab yaha

Maine aasma pe likh diya
Tu hai meri main hu bass tera
Reet se samandar ki tarah
Ab yeh ishq hoga bepanah

Maine aasma pe likh diya
Main teri hu tu hai bas mera
Oh reet se samandar ki tarah
Ab yeh ishq hoga bepanah

Manzilein na jane kitne
Raasto ke baad ayi hai
Bekhatam mulaaqate sau
Faaslon ke bad ayi hai

Yeh hawayein jane kitne
Mausamon ke bad aye hai
Rahatein hamare dil ko
Sau ghamon ke bad aye hai

Zindagi ke liye
Mangte the tujhe
Tu meri zindagi hi bann gaya

Maine aasma pe likh diya
Main teri hu tu hai bas mera
Oh reet se samandar ki tarah
Ab yeh ishq hoga bepanah

Maine aasma pe likh diya
Tu hai meri main hu bass tera
Oh reet se samandar ki tarah
Ab yeh ishq hoga bepanah.

Song Video

Share this on:

Leave a comment